Allama Iqbal Shayari unlimited with images

Are You searching for Allama Iqbal Shayari? If You want to read Allama Iqbal Shayari, Then You Are On the right place. Allama Iqbal is popular poet of Pakistan. He is the national poet of Pakistan. His Shayari in world is very famous. Everyone wants to read his shayari and poems. He Wrote many poems to awake up the muslims from deep sleep of laziness.
Here We have given All shayari and poems of Allama Muhammad Iqbal. Read and share these to other.

Allama Iqbal Shayari

Haya Nahi Hy Zamny Ke Ankh ma baki
Khuda Kary Ky Jawani Teri Rahay By DaghIqbal Shayari

Dil Sy Jo Bat Niklti Hy Asr Rakhti Hy
Par Nahi Takaat Parwaaz Magr Rakhti Hy

ilam Ma Bhi Saoor Hy Lakin
Ya Wo Jannat Hy Jis Ma Hoor Nahi

Nahi Tera Nashman Kasr – e – Sultani Ki Gumbtt Par
Tu Shahin Hy Basera Kar Pharau Ki Chatanu Par

Hazaru Sall Nargass Apni By Noori Py Roti Hy
Bari Mushkil Sy Hota Hy Chamn Ma Dida Var Paida

Nasha Pila Ky Girana Tu Sab Ko Ata Hy
Maza Tu Tab Hy Ky , Girton Ko Thaam Ly Saqi

Tu Shahin Hy Parwaz Hy Kam Tera
Tumhar Samny Asmaan Aur Bhi Hain

Tery Ishq Ki Intha Chahta Hun,Meri Sadgi Dekh

Tery Ishq Ki Intha Chahta Hun
Meri Sadgi Dekh Kia Chataa Hun

Sataam Ho Ky Ho Wady By-Hajabi
Koi Bat Sabr Azama Chahta Hun

Ya Janat Mubrak Rhay Zhadau Ko
Ky Mai Apka Samna Chahta Hun

Zara Sa Tu Dil Ho Mgr Shookk Itna
Whien Lan-Tarani Sunana Chahta Hun

Koi Daam Ka Mhemaan Hun, Ay Ehal Mahfil
Charagh Sahir Hun Bojhna Chahta Hun

Bahri Bazmm Ma Raaz Ki Bat Khay Di
Bara By – Aadb Hun, Saza Chahta Hun

Azab-e-Danish Hazir Sy Ba Khabar Hun Main

Khudi Ho ilam Sy Mohkam Tu Gherat – e – Jibril
Agr Ho Ishq Sy Mohkam Tu Sur – e – israfil

Azaab Danish Hazir Sy Ba e khabr Hun Mai
Ky Mai As Agg Ma Dala Gaya Hun Misal – e – Khalil

Faraib Khurdha Manzil Hy, Karvain Warna
Ziyda Rhaat Mazal Sy Hy Nishat – e – Rahil

Nazr Nahi Tu Mery Halqa e Sukhan Ma Na Beth
Hy Nukta Hy Khudi Hyn, Misal Tegh – e – Asil

Mujh Wo Dars Firang Aj Yad Aty Hain
Kahan Hazoor Ki Lazt Kahan Hijab – e – Dalil

Andheri Shab Hy Juda Apny Kafly Sy Hy Tu
Tery Liy Hy Mera Shola – e – Nawa Qandil

Ghareeb – O – Sada – O – Rangin Hy Dastaan Haram
Nihayyt Aski Haseen ibtida Hy Ismail

Iqbal Shayari

Mana Ky Teri Deed Ky Qabil Nahi Hun Mai
Tu Mera Shoq Dekh Mera Intzar Dekh

Khudi Ko Kar Buland Itna Ky Har Takdeer Sy Phely
Khuda Bandy Sy Khud Pochy Bta Teri Raza Kia Hy

Firka Bandi Hy Khien Aur Khien Zatain Hain
Kia Zamana Ma Panapne Ki Yhi Batain Hain

Fakt Nigaha Sy Hota Hy Faisla Dil Ka
Na Ho Nigaha Ma Shookhi Tu Dilbari Kia Hy

Aql Ko Tankeed Sy Fursat Nahi
Ishq Par Ammal Ki Bunyad Rakhi Hy

Andaaz Biyaan Agrchy Bhot Shookh Nahi Hy
Shyed Ky Utar Jay Tery Dil Ma Meri Bat

Iqbal Shayari Urdu

Khool Ankh, Zameen Dekh, Falk Dekh, Fizza Dekh
Mashriq Sy Niklty Hovy Sooraj Ko Zara Dekh

Phool Ki Patti Sy Kat Sakta Hy Heery Ka Jigar
Mard e Nadan Par Kalam Narm O Nazuk By Asar

Ho Deed Ka Josh Tu Ankhain Ko Band Kar
By Dekhna Yhi Ky Na Dekha Kary Koi

Tu Raz Gon Faka Hy Apni Ankhu Par Ayaan Hoja
Khudi Ka Razdainn Hoja Khuda Ka Tarjamain Hoja

Dil Ma Ka Khuda Ka Hona Lazmi Hy “Iqbal”
Sajdu Ma Pary Rheny Sy Jannt Nahi Milti

Us Kom Ko Shamsheer Ki Ijazt Nahi Rheti
Ho Jis Ky Javanu Ki Khudi Surt Fulad

Final Words

If You Want To Read More Shayari Then Click Here.

kindly Give Your Feedback in comment box Thanks

Leave a Comment